Tuesday 1 July 2014

Teri Chahat Me / sad poem


Na jane teri bato ka kya matlub ta,
Tir ki tarah wo dil k aar par  kr gaye.
Socha na ta jis ki bato se sukun milta ta,
Aaj wahi in ansuo ki wajah banega,
Saza hai ye tujhe chahne ki,
Tujhe aapna banane ki,
Tujhe apne saanso me basane ki,
Mazak ta ya pyaar me na samjh saki,
Dil k hazar tukde ho gaye teri chaht me.

No comments:

Post a Comment